Message Of Dr. Allama Muhammad Iqbal Khudi Ko Kar Buland Itna Urdu Poetry
Khard Mandoon Se Kea Pochoon K Meri Ibtida Kea Hay
K Main Is Fiker Main Rehta Ho K Meri Intiha Kea Hay
Khudi Ko Kar Buland Itna K Her Taqdeer Se Pehlay
Khuda Banday Se Khud Pochay Bta Teri Raza Kea Hay
Maqam e Guftago Kea Hay Agercha Main Kemiya Ger Ho
Yahi Sooz Nafs Hay Aor Meri Kemiya Kea Hay
Nazer Aain Mujhay Taqdeer Ki Gehraiyn Is Main
Na Poch Ay Hum Nasheen Mujh Se Chasm Surma Kea Hay
Ager Hota Wo Majzoob Ferangi Is Zamanay Main
Too Iqbal Is Ko Samjhta Maqaam Kibriya Kea Hay
Nawaay Subhgahi Ne Jiger Khon Ker Dea Mera
Khudaya Jis Khata K Ye Saza Hay Wo Khata Kea Hay
Note: Dear Friends if you have good collection of poetry then send us this collection in comments.
Dear Friends if you want to get Logo or any other design then contact us.Please comment on my post.
Dear Friends if you want to get Logo or any other design then contact us.Please comment on my post.
No comments:
Post a Comment