Wednesday 11 January 2017

Sitaron Se Agay Jahan Aur Bhi Hain Allama Iqbal Poetry

Sitaron Se Agay Jahan Aur Bhi Hain Allama Iqbal Poetry


Sitaron Se Agay Jahan Aur Bhi Hain Allama Iqbal Poetry

Sitaron Se Agay Jahan Aur Bhi Hain
Abhi Ishq K Imtihan Aur Bhi Hain
Tahhi Zindagi Se Nahi Ye Fizaain
Yaha Sainkaroon Karwaan Aur Bhi Hain
Qanaat Na Kar Aalim Rang o Bo Per
Chaman Aur Bhi Aashian Aur Bhi Hain
Ager Kho Gya Ik Nashayman Too Kea Gham
Maqamaat Aah o Fhaghan Aur Bhi Hain
To Shaheen Hay Perwaaz Hay Kaam Tera
Tery Samnay Aasman Aur Bhi Hain
Isi Rooz o Shab Main Uljh Ker Na Reh Ja
K Tery Zaman o Maqaan Aur Bhi Hain
Gay Din K Tanha Tha Main Anjuman Main
Yaha Ab Tery Raaz Daan Aur Bhi Hain

Note: Dear Friends if you have good collection of poetry then send us this collection in comments.
Dear Friends if you want to get Logo or any other design then contact us.Please comment on my post.

No comments:

Post a Comment