Bicher K Phir Milain Gay Dukhi Shayari Bicher K Phir Milain Gay Dukhi Shayari Bicher K Phir Milain Gay Yaqeen Kitna Tha Tha To Khowab Lakin Haseen Kitna Tha Wo Mujhy Chor Gya Mery Zawal Se Pehly Haseen To Tha Hi Zaheen Kitna Tha
Azadi Urdu Poetry 2017 Azadi Urdu Poetry 2017 Isi Baeis Azadi Nahi Milti Keh Loog Aksir Gharoo Main Beith Jaty Hain Giraftari K Mosam Main Mery Haq Main Gawahi Deny Waly Aik Tum Hi Thay So Tum Bi Ghair Nikly Tarafdari Ke Mosam Main
Ghurbat Na De Saki Mere Zameer Ko Shikast Sad Urdu Poetry Ghurbat Na De Saki Mere Zameer Ko Shikast Sad Urdu Poetry Ghurbat Na De Saki Mere Zameer Ko Shikast Jhuk Ker Kisi Ameer Se Milta Nahi Hoo Me Mumkin Nahi Hay Mujh Se Ye Terz e Munafiqat Duniya Tery Mizaj Ka Banda Nahi Hoon Me
Bewafa Urdu Poetry, Bewafa Urdu Shayari Hum Ne Jin K Lea Rahoo Me Bichaya Tha Laho Hum Se Kehtay Hain Wahi Ehd E Wafa Yaad Nahi
Lamhon Ne Khata Ki Sadiyon Ki Saza Urdu Poetry Ye Waqat Bhi Daikha Hay Tarekh Ki Nazero Ne Lamhon Ne Khata Ki Thi Sadiyon Ne Saza Payi
Heart Touch Collection By 2 Lines Shayari Itni Ujlat Main Bicherny Ka Irada Na Karo Pher Mulaqaat Main Mudat Bhi To Per Sakti Hay
Kashti Pr Bhoj Hoon , Urdu Poetry,Sad Urdu Poetry 2017 Tu Ne Kaha Tha Na K Tere Kashti Pe Bojh Hoon Aankhoon Ko Ab Na Dhanp Mujhay Dobtay Bhi Daikh Note: Dear Friends if you have good collection of poetry then send us this collection in comments. Dear Friends if you want to get Logo or any other design then contact us.Please comment on my post.
Gher Ki Is Bar-Urdu Sad Poetry-Urdu Poetry Gher Ki Is Bar Mukamal Main Talashi Loon Ga Gham Chupa Kr Mery Maan Baap Kahan Rakhtay Hain Note: Dear Friends if you have good collection of poetry then send us this collection in comments. Dear Friends if you want to get Logo or any other design then contact us.Please comment on my post.