Dar E Zehra(A.S.) Islamic Urdu Poetry Dar E Zehra(A.S.) Islamic Urdu Poetry Aao Dar E Zehra Per Phelaay Hoay Daman Hay Nasal Karemo Ki Lajpal Gharana Hay
Humain Wo Apna Kehte Hain Naat In Urdu Humain Wo Apna Kehte Hain Naat In Urdu Humain Wo Apna Kehte Hain Mohabbat Ho To Aise Ho Humain Rakhtay Hain Nazeroo Me Enayat Ho To Aise Ho Wo Pather Marnay Walo Ko Detay Hay Dua Akser Koe Lao Misaal Aise Sharafat Ho To Aise Ho Wahan Mujrim Ko Milti Hain Panahain Bhi Jazaain Bhi Madenay Main Jo Lagti Hay Adalat Ho To Aise Ho Bana Detay Hain Wasail Ko Sikander Wo ZamanaY Ka Kareemi Ho To Aise Ho Sakhawat Ho To Aise Ho Muhammad (PBUH) Ki Wiladat Per Hoay Sab Ko Atta Betay Usay Milaad Kehtay Hain Wiladat Ho To Aise Ho Zameen O Asmaan Walay Bhi Atay Hain Gulamana Haqeqat Hay Yahi Nasir Hakomat Ho To Aise Ho
Na Puchiye Ke Kya Hussain Hai Islamic Urdu Poetry Na Puchiye Ke Kya Hussain Hai Khuda K Deen Ka Na Khuda Her Ibtida Ki Ibtida Karam Ki Intiha Hussain (as) Hay Ye Baat Kis Qader Haseen Jo Keh Gay Mueen Deen Ke Deen Ki Panah Hussain (as) Hay Kary Ga Koon Hamsari Kisi Ki Kya Majjal Hay Jahan Main Her Lehaz Se Hussain (as) Be Misal Hay Ye Ho Chuka Hay Faisala Na Koe Dosera Khuda Na Koe Dosera Hussain (as) Hay Fana K Baad Pher Mujhay Nae Hayyat Mil Gae Fishar Se Azzab Se Mujhay Nijaat Mil Gae Sawal Jab Kea Gya Hay Koon Tera Rahnuma To Me Ne Keh Dea Hussain (as) Hay Shaheed Kerbla Ka Ghum Jisay Bhi Na Gawar Hay Wo Bad Naseeb Bad Amel Isi Pe Be Shumar Hay Ary O Dushman Azal To Merzer Had Me Pata Chalay Ga Kya Hussain (as) Hay
Balaghal Ula Bekamaalaihi Naat Poetry BALAGHAL ULA BE KAMALEHI KASHFAD DUJA BE JAMALEHI HASUNAT JAMEO KHESALEHI SALLU ALAIHI WA’AALEHI
Salam Us Par Ke Islamic Urdu Shayari With Roman English Salam Us Per K Israr e Mohabbat Jis Ne Samjhay Salam Us Per K Jis Ne Zakham Kha Ker Phool Bersaay Salam Us Per K Jis Ka Ziker Hay Saray Sahaef Me Salam Us Per K Jo Zakhmi Ho AbaZaar Taaef Main